KHI: Guzishta Mah April Mai Export Procesing Zone Ki Baramad 23% K Izafy Se 3 Caror 48 Lakh Rahin,Jo Ksi 1 Mah Mai Sab Se Zyada Baramdat Hen
1/2 Guzishta Roz 24 Ghanton K Doran Port Qasim Par 1 Lakh 23 Hazar 448 Ton Saman Ki Naqal o Harkat Record Ki Gae.
*
Follow CustomGhupla
KARACHI: CUSTOM OFFICE K SAMNE HAZARO MAHIGIRON KA KHAWTEEN OR BACHON SAMET DHARNA, QIYADAT PML N SHAFI JAMOTO KAR RAHE HAIN.
2/2 ISLAMABAD: Lutuf Ur Rehman Director General Custom Inteligence ISLAMABAD Aor Rozi Khan Bukhari Chief Collector Custom Lahore Tainat.
1/2 ISLAMABAD: Custom Group Grade 21 K 3 Afsaran K Tabadly, Muhd Riaz Qoumi Asembly Mai Aditional Secratory Tainat, Aor ....
KARACHI: Clifton Police Ki Karwai, Chief Collector Custom Ki Wife Ki Gari Pakri Gae, Number Plat Jaali Hay, Excise Mai Koi Record Nahi.
2/2 Lakhon Maliyat Ki LPG Gas, Dry Fruits, Irani Oil Wa Degar Ashia Smugle Karne Ki Koshish Nakam, 4 Mulziman Griftar.
*
Follow CnnFBR
1/2 Sakkur By Pass Par Customs Inteligence Ka Queta Say Karachi Jane Waly Oil Tankers Aor Truckon Par Chapa, Lakho Rupe Maliyat Ki LPG GAS..
FBR Ne March K Leye Tax Wasoliyon Ka Hadaf 234.3 Arab Rupe Muqarar Kardia, Jo Guzishta Maali Saal K Esi Arsy K 190.5 Arab Say 23% Zyada Hain
Rawan Maali K Pehle 7 Mah K Doran Mulk Ka Tijarti Khasara 19.31% Tak Barh Gaya,Baramdad Ka Hajam 14.7 Arab Dollar Aor Daramdad 25.8 Tak Raha
Guzishta 8 Mah K Doran FBR Ne Majmoe Tor Par 13 Kharab 63 Arab Ki Tax Wasoliyan Ki, Jo Guzishta Maali Saal K Miqably Mai 17% Zyada Hain.
FBR Ka Cigrate,Mashrob,Cheni,Khaad, Cement Or Qabil Duty Ahem Paidawar Clearence Ki Nigrani K Lye Track/Trace System Mutarif Krwane Ka Fesla
Pakistan Custom retweeted
Karachi Port Trust Ne 769 Aker, MDA 9512 Aker, DHA 5257, Malir Cant 1522, Qasim Authority Ny 3690 Aker Sarkari Arazi Par Qabza Kia Howa Hay
2/2 Aor 46 Hazar 284 Ton Baramdi Cargo Shamil Hain, Daramad Mai 26 Hazar 660 Ton Furnus Oil,27 Hazar 284 Ton Containorized Cargo Shamil Hain
1/2 KHI: Port Qasim Par Guzishta 24 Ghanto Mai 1 Laakh 664 Ton Saman Ki Naqal o Harkat Record Ki Gae,Jis Mai 54 Hazar 380 Ton Daramadi Cargo
Gidani Customs K Amly Nay 64 Laakh K Ghair Mulki Tyre,Kapra Air Conditionr Smugle Karne Ki Koshish Nakam Bana Di,Queta Se KHI Layja Rahy Thy
KPK K Rukn Asembly Noor Saleem Malik Ne 1 Caror 15 Laakh 12 Hazaar Rupe, Pervez Ehali Ne 7 Laakh 91 Hazar Rupe Tax Ada Kia. Tax Directory
Humza Shehbaz Ne 43 Laakh 83 Hazar, Imran Khan Ne 1 Laakh 94,000, Moulana FazalUr Rehman Ne 13000, Khurshed Shah 64000 Rupe Tax Jama Karwaya
WazireKhazana Ishaque Daar Ne 8 Laakh 24 Hazar, Nawaz Sharif Ne 26 Laakh 64 Hazar, Shehbaz Sharif Ne 36 Laakh 44 Hazar Rupe Tax Jama Karwaya

