Kisi baap ne jab apne bacchon ke galat istemal karte hain toh woh bachon ko barbadi ke raste par dhakel dete hain.Maine bahut aise udaharan dikha hai.Apna swarth aur bacche ko highlight karne ke liye yeh uchit rasta hai kya?CJP andolan me aise bahut sare namuna dikhne ko mila.
31
Baba Saheb ki naam lekar yeh malai khane wale samaj mein bhed bhav sristi karte hain, lekin asli dalit bargon ko Baba Saheb se koi matlab hi nahin, woh sirf roji roti pane ke liye tadap rahe hain.Dalit samaj ke ucch bargon ko sharm ana chahiye.
30
Bramhano ne kabhi apne liye arakshan ki maang nahin ki hai.Woh chahte hain ki samaj me arthik aur samajik santulan bana rahe.Lekin kuchh dalit creamy layer wale bhamhan ki birudh jhooth failaakar samaj me bhamhan ko neech swarthi dikhane ki koshish kar rahe hai joh nindaniya hai.
34
Jab hamare Desh ke sabhi nagarik"Raghupati Raghav...... Ishwar Allah tero naam....gaa sakte hain toh, Vandematram ...twam hi Durga...Kamala.....Vani gaa ne se hamare Muslim, Christian bhai behno aur Bipaksh ki neta aur INDI gathbandhan ke netaaon se kyun etraaj hai?
38
Desh ke chhatron ke liye ek sandesh:
Jitne kamjor dimaag wale chaatra ho, aise question leak mamla ko lekar suicide kar lo,kam se kam 1 crore ka compensation toh apne pariwar ko mil jayega !
Sarkar bhi kaise aisi maang ko maan leta hai.
Yeh INDIA hai,joh chahe, woh mil jate.
72
Mera post kisi ke man me dukh pahunchata hai toh mein un se mafi chahta hoon.Lekin fir dohrata hoon ki kewal NEET nahin,10th 12th exam me achhe nahin karne wale bahut sare bache suicide kar lete hain.Parents ko request ki apne bache ko himmat se jina sikhaye.
58
Kamjor dimag wale hi suicide karte hain.Joh chhatron ne NEET paper leak ko lekar suicide kiye, unko re NEET dena jaruri tha.Lagta hai woh achhe students nahin the.Isiliye unko ek bahana mil gaya.Jaise Kota mein coaching lene wale kuchh students pressure se suicide karte hain.
56
Wah re bache.AI ke sahare farzi OMR sheet banakar NEET me zyada marks maang karne wale.Kya dimaag hai bhai, desh ki janata ko gumrah karne wale.Karodon naman tum sabhi ko.Bhabisya mein aise karke jail jane ki tayari mat karo mere baap mai.
56
Bipaksh soch raha hai ki, Bangladesh/Pakistan jaise Sarkar ko satta se bahar nikal ja sakta hai.Lekin yeh Bharat hai.Janata itna bewakoof nahin.Hamara defence kisi bhi paristhiti ka muqabla kar sakta hai.Bipaksh ka Diba Sapna(day dream) kabhi bhi sach nahin hoga.
71
Rajneetik bhrastachar hi bhrastachar ki jad hai.Prashasanik star me joh bhrastachar ho raha hai,yeh uska sakha hai.Bipaksh dalon ko kyun taklif.Ek sadharan karmachari se le kar prashasanik adhikari,lok pratinidhi se lekar mantri,CM, PM tak kanoon ek kyun nahin hoga bhai.
70
Voter talika me golmaal swabhabik hai.Door to door survey karna, electoral roll me naya voters add/delete karne ka responsibility BLO ka hai.Sambhab nahin hai ki EC sabhi ka janch kar sake.Koi bhi Sarkar guarantee nahin de sakta ki voter list 100%sahi hai.
1
63
POK ko kabja karne ka waqt aa gaya hai.POK nahin toh aatankwad nahin.Desh ke veer jawan, abhi kisi ki aadesh ka intezar kyun?
38
Malai khane wale sochte hain ki unke bhabisya pidhi hi malai khate rahenge.Mahina ₹ 70000/- se jyada kamane walon ko thoda sochna hoga ki har roj do roti ke liye tarasne walon ko reservation ki jarurat hai yah phir unko.
61
Do you remember when you joined X? I do! #MyXAnniversary
19
Bangal ki kanoon byabastha itna badtar ho gaya hai ki yeh desh ke liye khatra paida kar sakta hai.Kendra Sarkar ko koi sakht kadam uthana hoga, nahin toh bhavishy me akhand Bharat ka sapna choor choor ho jayega,kyun ki didi Bharatiya kanoon byabastha ko manne ke liye tayar nahin.
47
Kharge ji jaise majdur ka beta (unhi ki kehna hai) jab 50000 karod se jyada ka malik ban sakte hain, toh Congress ke shasan kaal me netaon ne kitne fayda uthaye hoge, yeh sochne wale baat hai.Bhrastachar ki jad hai Congress party.%age,Chanda , ghotala ki abiskar hua Congress se.
133
Kitne driver mob lynch me mare jate hain aur accident kar ke farar hone se kitne log jaan gawate hai.Driver guarantee de payega ki daru pi kar gadi nahin chalayega. Apna Jaan ke saath logon ke jaan ki bhi parwah hona chahiye.Mob Lynch ke liye bhi mrityu dand ki pravdhan hai na.
136


