Aap is duniya mein aurat ko kabhi
khush nahi kar sakte,
Agar aap ameer hain
to wo aapse waqt maangengi,
Aur agar aap ghareeb ho
to wo aapse paisa maangengi!
2
75
Woh din kabhi mat dikhana mere Khuda,
Ke apne aap pe mujhe ghuroor ho jaye,
Mujhe rakhna is tarah sab ke dilon mein,
Ke har koi dua dene par majboor ho jaye.
2
83
فينكس❄️FENYX retweeted
Bad-gumani (Suspicion) se bacho
Hadees: Rasoolullah (ﷺ) ne farmaya: "Bad-gumani (shak karne) se bacho, kyunke bad-gumani sab se jhooti baat hai. Aur tatol (jasoosi) na karo, aur ek dusre ke aib mat dhoondho, aur aapas mein hasad (jealousy) na karo... Balki Allah ke bande aur aapas mein bhai bhai ban jao."
Hawala: Sahih Al-Bukhari
فينكس❄️FENYX retweeted
❝ Ab to bande bandon ko badnaam karne mein lage hain,
Kaam tha shaitan ka, yeh kaam insaan karne lage hain. ❞
——————— ✦ ———————
❝ Huwe hain masroof is qadar log gheebaton mein,
Ke shaitan bhi befikar ho kar aaram karne lage hain. ❞ 🖤
فينكس❄️FENYX retweeted
Sari Duniya Internet Pr Fida Ho Gyi,
Fajr Se Isha Tak Sab Qaza Ho Gyi.
Daulat Ke Piche Bhage Aaj Ka Musalman,
Kal Afsos Karega Ke Aakhirat Tabha Ho Gyi..!!
Sari Duniya Internet Pr Fida Ho Gyi,
Fajr Se Isha Tak Sab Qaza Ho Gyi.
Daulat Ke Piche Bhage Aaj Ka Musalman,
Kal Afsos Karega Ke Aakhirat Tabha Ho Gyi..!!








