Govt is facing real HEAT 🔥 now... Middle class ki narazagi bahut bhari padegi inhe.. Din to Ravan aur Kans ka bhi aaya tha.. inaka bhi aayega.. yadi agale Budget ke pahale nahi jage to ..😡😡
46
Finally Tamraj Kilwish is winning in the world .. Koi Shaktiman hame bachane nahi aa rha hain .. But I am hopeful🙏🏻🙏🏻
50
America Ameer tha hai aur Ameer rahega.. kyoki wah logon ko Ameer rahane deta hai, China ho yaa Bharat ho, yah desh Ameeron se tax lekar khud gareeb ban rahe hain ,, Tarteeb ulti hai Janab,, Ameer banana hai to Tax badao nahi ghatao 🙏🏻
51
Bhagwan is desh ka bhala kare ,, is tarah ke statements market ke zakhmo par namak ragadane jaise hain 🥹🥹
“उम्र भर ग़ालिब यही भूल करता रहा,
धूल चेहरे पे थी आइना साफ़ करता रहा। ”
36
💚Good Point -> SBI ne tak apani report me sarkar se Capital Gains Tax me parivartan ka sujhav diyya hai.. Ummed hai Parmatma Bhagwan Modi ji hamari nahi to kam se kam SBI ki sun lenge 🙏🏻
Sath me Covid ki tarah Liquidity Window kholi jaa sakati hai, taki paisa market me bad jaye.
55
IPO ke pas aate In logon ki hawabazi nikalane lagi hai, IPO ke baad khulegi asali kalai, Tab aayega Unt pahad ke neeche,, AI bubble fatega to America nahi doobga,, Paisa AI se IT me shift hoga, it may proved to really good for Indian IT sector, nothing confirm in market
37
Vishwa Guru ki Jai ho Jai ho 🙏🏻🙏🏻
Jo AI leaders America & China nahi kar paye woh Bharat ne Param Pujya Parmatma Bhagwan Modi ji ke Yashawi netratwa me kar dikhaya,, Master Stroke Lag gaya ✌🏻✌🏻
43
Rupee crashed 0.5% today at 97 now,, its Big - Big Fall.. Thank you Modi ji for completing 25 Years of Service to the nation. aap sab kijjiye, lekin LTCG, STCG & STT Tax cut mat diijiyega, ulta bada den taki jald se jald Rupya 200 ka level bhi tod de $ ke muqabale🙏🏻🙏🏻
1
58
STLTECH at 5% upper circuit today again, I have been recommending since from 100 level, now after 900% rally in one year, Nirmal Bang Brokerga sees another 40% upside in STLTECH, bahut jaldi jag gayi Brokerage , free ki recommendation hamesha late aati hai
138
Hopefully,, this flow will remain high... Kripya dhairya aur sanyam se kam le saken to zarooor len .. Data clearly positive aa rha hai, Ego aur Economics me jeet hamesha economics ki hoti hai 🙏🏻
32
Axiscades 5% up, my target of 2200 hit today, yesterday there was huge block deal, but buyer proved to be more powerful than seller, Majori Indian fund houses have bought stakes in Aerospace & defense company Axiscades. But Share is more risky now after rally
1
85
💚IMPORTANT POINT -> Around 80% Crude oil Strait Hormuz ke Oman Route se market me aa rha hai, Saudi & UAE dono pipe line se bhi maal bhej dhej rahe hain, matlab Iran ki mol bhav karane ki shakti aur kam hoti chali jaa rahi hai.. isliye dheeraj naa haren.. tike rahen market me
72













