Sajda-e-ishq ho toh ibadat mein maza aata hai,
Khaali sajdon mein toh dunya hi basa karti hai,
Log kehte hai k bas farz ada karna hai,
Aisa lagta hai koi qarz liya ho rab se,
Tere sajdey kahin tujhe kafir na kar dein ay Iqbal,
Tu jhukta kahi aur hai aur sochta kahi aur hai...