(* Info & GK *) (@InfoNETWORK1) profile picture

FOLLOW InfoNETWORK1 Send 40404/9900 Get: *Info/G.K *History *Learn *Vocab *E_2_U *Verbs *Abbre *Questn *Quotes *Science *JobAlrts For Help Visit

Pakistan (PK)
Joined July 2013
">Islamic Info<" "Eid ul Azha k Moqy Par Ki Jane Wali Qurbani K Janwaron k Ziba (Halal) karne Ka Maqam, Khana e Kaba Hai. (Quran_22:33)
">=Al_Hadees=<" >Aap (s.a.w) Ne Farmaya: Bhokon Ko Khana Khelao Aur Salamti k Sath Jannat Me Dakhil Ho Jao. (Tarmezi H:1855 P:1840)
">Islamic Info<" Jin Parindon K Jisam Me 2 Poty (Stomach) Hen Wo Halal Hen, Aur Jin Parindo K Jisam Me 1 Pota He Wo Haram Hen. (Quran_02:57)
">Islamic Info<" >Murtad Ki Tareef: "Jo Islam K Norani Dairy Sy Nikal Kr, Kuffar wa Shirk K Andhyron Me Chala Jay. (B= Kufrya Alfaz P# 30)
">Hadees Info<" 'Gunah Wo Hai Jo Tumhare Dil Me Khatke, Aur Ap Ko Ye Pasand Na Ho, K Iski Khabar Kisiko Ho Jay. Muslim: H # 2553 #Islamic
">Islamic Low<" Islam Me Firqa Bandi Shirk He Lihaza Firqo Me Ghira Howa Musalman Tohid Prast kesy Ho Sakta Hai (Quran_30:30) >Islamic Info
">Al_Quran<" 'Aye iman walo..! Tum ALLAH Ko Kasrat Se Yaad Karo Aur Subah Sham Is Ki Paaki Bayan Karo (Surah Al-Ahzab, Aayat 41-42, Para 22)
>Islamic Low< Dehshat Grd Ka Koi Mazhab Ni Hota >Quran Saf Tor Pr Ilan krta He K Wo Fasad Philane Walon ko Bilkul Psnd Ni Krta (Quran_2:205)
">Islamic Info<" 'Taveez, Gandy Or Jado Tony, Kufar Hen, Un Se Kisi Ko Faida Ya Nuqsan Nahi Puhanchaya Jasakta. (Quran_2:102) >Islamic Low
">Islamic Info<" 2= Shirk Fi_Sifaat: 'Wo Sifat Jo Allah K Nam K Sath Khas Ho, Unko Makhloq Me Shamil Krna, (B= Kufrya Alfaz, P#28)
">Islamic Ahkam<" "Jo Kuch Tum Allah Ki Rah Me Kharch karo, Is ki Ibtida Apne Waldyn Or Qarib k Rishte Daron Se karon. (Quran_2:215)
">Islamic Info<" >Shirk K Aqsam: 1= Shirk Fil ILm: 'Ksi 2sry K Lye Allah Ta,ala ki Manind ILm Ki Sifaat Sabit Krna, (B=Kufrya Alfaz, P#28)
">Islamic Low<" Mazlom Zalim Se Bdla Le Skta He (Quran_26:227) Lkn Is K Lie Shart He k Saza, Jurm Se Zyada Na Ho (Quran_2:194) (Quran_05:02)
">Al_Hadees Info<" Jab Khana Hazir Ho To Khana chor kr Namaz Na Parhi Jay (Abu Daud Jild:1 Bab:44 Hadis:89 P:60) >Islamic Info >Islamic Low
">Islamic Low<" Hidayat Qurani Taleem k Zarye Milti He (Q_2:213) Rasolullah (s.a.w) Ki Ata't Qurani Taleem Ki Ro Se ki Jati He (Quran_4:64)
">Islamic Low<" "Momin Or Fasiq 1 Jese Nahi Ho Skty (Quran_32:18) >Jo Apne Bure kam ko Neki Samjhe, Usy Hidayat Kon De Skta He (Quran_35:8)
">Islamic Ahkam<" "Burai Ko Bhalai Se khatam Karo (Quran_23:96) "Agr Mujrem Me Islah Ka Imkan Ho To Muaf Kr Do Zyada Acha He (Quran_16:126)
">AL-Quran<" >BeShak Wo Log Jo MUSALMANO Me BeHayai Phelana Chahty Hen Un K Liye Dunya Or Akhirat Me DardNak Aazab hy (Sorah= Noor, Ayat#19)
">Islamic Info<" "Imam Abu Hanifa ka Nam "Numan Bin Sabit" He Ihl e Ilm Hazrat Jante Hen k Hanifa Un ki Koi Beti Nai Thi (Quranic Law P:113)