">Islamic Info<"
"Eid ul Azha k Moqy Par Ki Jane Wali Qurbani K Janwaron k Ziba (Halal)
karne Ka Maqam,
Khana e Kaba Hai.
(Quran_22:33)
">=Al_Hadees=<"
>Aap (s.a.w) Ne Farmaya:
Bhokon Ko Khana Khelao Aur Salamti k Sath Jannat Me Dakhil Ho Jao.
(Tarmezi H:1855 P:1840)
">Islamic Info<"
Jin Parindon K Jisam Me 2 Poty (Stomach) Hen Wo Halal Hen,
Aur
Jin Parindo K Jisam Me 1 Pota He Wo Haram Hen.
(Quran_02:57)
">Islamic Info<"
>Murtad Ki Tareef:
"Jo Islam K Norani Dairy Sy Nikal Kr, Kuffar wa Shirk K Andhyron Me Chala Jay.
(B= Kufrya Alfaz P# 30)
">Hadees Info<"
'Gunah Wo Hai
Jo Tumhare Dil Me Khatke,
Aur Ap Ko Ye Pasand Na Ho,
K
Iski Khabar Kisiko Ho Jay.
Muslim: H # 2553
#Islamic
">Islamic Low<"
Islam Me Firqa Bandi Shirk He
Lihaza
Firqo Me Ghira Howa Musalman Tohid Prast kesy Ho Sakta Hai
(Quran_30:30)
>Islamic Info
">Al_Quran<"
'Aye iman walo..!
Tum ALLAH Ko Kasrat Se Yaad Karo Aur Subah Sham Is Ki Paaki Bayan Karo
(Surah Al-Ahzab,
Aayat 41-42,
Para 22)
>Islamic Low<
Dehshat Grd Ka Koi Mazhab Ni Hota
>Quran Saf Tor Pr Ilan krta He
K Wo Fasad Philane Walon ko Bilkul Psnd Ni Krta
(Quran_2:205)
">Islamic Info<"
'Taveez, Gandy Or Jado Tony,
Kufar Hen,
Un Se Kisi Ko Faida Ya Nuqsan Nahi Puhanchaya Jasakta.
(Quran_2:102)
>Islamic Low
">Islamic Info<"
2= Shirk Fi_Sifaat:
'Wo Sifat Jo Allah K Nam K Sath Khas Ho,
Unko Makhloq Me Shamil Krna,
(B= Kufrya Alfaz,
P#28)
">Islamic Ahkam<"
"Jo Kuch Tum Allah Ki Rah Me Kharch karo,
Is ki Ibtida Apne Waldyn Or Qarib k Rishte Daron Se karon.
(Quran_2:215)
">Islamic Info<"
>Shirk K Aqsam:
1= Shirk Fil ILm:
'Ksi 2sry K Lye Allah Ta,ala ki Manind ILm Ki Sifaat Sabit Krna,
(B=Kufrya Alfaz,
P#28)
">Islamic Low<"
Mazlom Zalim Se Bdla Le Skta He
(Quran_26:227)
Lkn Is K Lie Shart He k Saza,
Jurm Se Zyada Na Ho
(Quran_2:194)
(Quran_05:02)
">Al_Hadees Info<"
Jab Khana Hazir Ho To Khana chor kr
Namaz Na Parhi Jay
(Abu Daud Jild:1 Bab:44 Hadis:89 P:60)
>Islamic Info
>Islamic Low
">Islamic Low<"
Hidayat Qurani Taleem k Zarye Milti He
(Q_2:213)
Rasolullah (s.a.w) Ki Ata't Qurani Taleem Ki Ro Se ki Jati He
(Quran_4:64)
">Islamic Low<"
"Momin Or Fasiq 1 Jese Nahi Ho Skty
(Quran_32:18)
>Jo Apne Bure kam ko Neki Samjhe,
Usy Hidayat Kon De Skta He
(Quran_35:8)
">Islamic Ahkam<"
"Burai Ko Bhalai Se khatam Karo
(Quran_23:96)
"Agr Mujrem Me Islah Ka Imkan Ho To Muaf Kr Do Zyada Acha He
(Quran_16:126)
">AL-Quran<"
>BeShak Wo Log Jo MUSALMANO Me BeHayai Phelana Chahty Hen Un K Liye Dunya Or Akhirat Me DardNak Aazab hy
(Sorah= Noor,
Ayat#19)
